当前位置: 歌词塔 > Ek Villain专辑 > Banjaara歌词

Banjaara歌词

歌曲名: Banjaara  歌手: Ankit Tiwari  所属专辑: 《Ek Villain》

介绍:《Banjaara》 是 Ankit Tiwari 演唱的歌曲,该歌曲收录在《Ek Villain》专辑中,如果您觉得好听的话,就把歌词分享给您的朋友共同聆听,一起支持歌手Ankit Tiwari吧!

Banjaara

Jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai

Haan..
Kisi shaayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Hmm…

Jaise koi kinaara
Deta ho sahaara
Mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara
Karta ho ujaala
Waise hi roshan kare woh shehar

Dard mere woh bhula hi gayaa
Kuch aisa asar huaa
Jeena mujhe phir se woh sikha raha
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
Yaa marham dard par
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar

Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada khud magar
Chot lagi hai usey
Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
Dil tu bata de kya hai iraada tera

Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjarey ko ghar
Jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar..
Jaise banjare ko ghar…

BanjaaraLRC歌词

[00:07.470] Jise zindagi dhoondh rahi hai
[00:12.587] Kya ye woh makaam mera hai
[00:17.080] Yahaan chain se bas ruk jaaun
[00:21.338] Kyun dil ye mujhe kehta hai
[00:25.051] Jazbaat naye se mile hain
[00:28.867] Jaane kya asar ye huaa hai
[00:33.134] Ik aas mili phir mujhko
[00:37.345] Jo qubool kisi ne kiya hai
[00:41.266]
[00:41.935] Haan..
[00:46.083] Kisi shaayar ki ghazal
[00:49.682] Jo de rooh ko sukoon ke pal
[00:53.712] Koi mujhko yun mila hai
[00:57.810] Jaise banjaare ko ghar
[01:02.081] Naye mausam ki sehar
[01:06.111] Yaa sard mein dopahar
[01:10.117] Koi mujhko yun mila hai
[01:14.972] Jaise banjare ko ghar
[01:18.994] Hmm…
[01:34.219]
[01:56.391] Jaise koi kinaara
[01:59.510] Deta ho sahaara
[02:03.975] Mujhe wo mila kisi mod par
[02:11.354] Koi raat ka taara
[02:16.072] Karta ho ujaala
[02:19.640] Waise hi roshan kare woh shehar
[02:26.557]
[02:27.969] Dard mere woh bhula hi gayaa
[02:32.720] Kuch aisa asar huaa
[02:36.448] Jeena mujhe phir se woh sikha raha
[02:44.551] Hmm.. Jaise baarish kar de tar
[02:49.338] Yaa marham dard par
[02:53.936] Koi mujhko yun mila hai
[02:58.122] Jaise banjare ko ghar
[03:02.116] Naye mausam ki sehar
[03:06.213] Yaa sard mein dopahar
[03:10.236] Koi mujhko yun mila hai
[03:14.769] Jaise banjaare ko ghar
[03:18.480]
[03:56.409] Muskaata yeh chehra
[03:59.582] Deta hai jo pehraa
[04:03.266] Jaane chhupata kya dil ka samandar
[04:11.680] Auron ko toh hardam saaya deta hai
[04:19.804] Woh dhoop mein hai khada khud magar
[04:28.603] Chot lagi hai usey
[04:31.307] Phir kyun mehsoos mujhe ho raha hai
[04:36.968] Dil tu bata de kya hai iraada tera
[04:43.489]
[04:45.111] Main parinda besabar
[04:49.539] Tha uda jo darbadar
[04:53.561] Koi mujhko yun mila hai
[04:57.905] Jaise banjarey ko ghar
[05:02.068] Naye mausam ki sehar
[05:06.178] Yaa sard mein dopahar
[05:10.067] Koi mujhko yun mila hai
[05:14.685] Jaise banjarey ko ghar
[05:19.039] Jaise banjare ko ghar
[05:22.732] Jaise banjare ko ghar..
[05:26.983] Jaise banjare ko ghar…
[05:31.690]

喜欢【Banjaara】您也可能喜欢TA们的歌曲……