当前位置: 歌词塔 > Umrao Jaan专辑 > Justuju Jiski Thi歌词

Justuju Jiski Thi歌词

歌曲名: Justuju Jiski Thi  歌手: Asha Bhosle  所属专辑: 《Umrao Jaan》

介绍:《Justuju Jiski Thi》 是 Asha Bhosle 演唱的歌曲,该歌曲收录在《Umrao Jaan》专辑中,如果您觉得好听的话,就把歌词分享给您的朋友共同聆听,一起支持歌手Asha Bhosle吧!

Justuju Jiski Thi

Kaun kisko yahaan bhalaa samjhaa
Humne kya samjha tum ne kya samjha
Bewafaa humne tumko samjha sanam
Tumne humko hi bewafaa samjha
Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam
Meri aankhon mein jo acche nahi lagte aansoo
Meri aankhon mein jo acche nahi lagte aansoo
To jalaaya na karo mujhko sataaya na karo
To jalaaya na karo mujhko sataaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam
Tum kisi aur ki qismat mein ho tum mere nahee
Tum kisi aur ki qismat mein ho tum mere nahee
Yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataaya na karo
Yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam
Ya to taabeer bataao mere sab khaabon ki
Ya to taabeer bataao mere sab khaabon ki
Ya koi khaab in aankhon ko dikhaaya na karo
Ya koi khaab in aankhon ko dikhaaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam
Abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
Abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
Sirf ik rasm nibhaane ko to aaya na karo
Sirf ik rasm nibhaane ko to aaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
Jhoote ilzaam

Justuju Jiski ThiLRC歌词

[00:02.90]Kaun kisko yahaan bhalaa samjhaa
[00:12.37]Humne kya samjha tum ne kya samjha
[00:20.78]Bewafaa humne tumko samjha sanam
[00:29.43]Tumne humko hi bewafaa samjha
[00:48.15]Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
[00:57.51]Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
[01:06.74]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[01:16.00]Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
[01:25.32]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[01:34.73]Jhoote ilzaam
[01:48.69]Meri aankhon mein jo acche nahi lagte aansoo
[01:57.91]Meri aankhon mein jo acche nahi lagte aansoo
[02:09.64]To jalaaya na karo mujhko sataaya na karo
[02:18.69]To jalaaya na karo mujhko sataaya na karo
[02:28.10]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[02:37.52]Jhoote ilzaam
[02:56.14]Tum kisi aur ki qismat mein ho tum mere nahee
[03:05.45]Tum kisi aur ki qismat mein ho tum mere nahee
[03:17.86]Yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataaya na karo
[03:27.27]Yeh agar sach bhi hai toh mujhko bataaya na karo
[03:36.43]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[03:45.85]Jhoote ilzaam
[03:59.70]Ya to taabeer bataao mere sab khaabon ki
[04:09.01]Ya to taabeer bataao mere sab khaabon ki
[04:20.57]Ya koi khaab in aankhon ko dikhaaya na karo
[04:30.11]Ya koi khaab in aankhon ko dikhaaya na karo
[04:39.25]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[04:48.56]Jhoote ilzaam
[05:02.73]Abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
[05:11.91]Abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho
[05:23.49]Sirf ik rasm nibhaane ko to aaya na karo
[05:32.65]Sirf ik rasm nibhaane ko to aaya na karo
[05:42.33]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[05:51.43]Jhoote ilzaam meri jaan lagaaya na karo
[06:00.86]Dil hai naazuk isse tum aise dukhaaya na karo
[06:28.69]Jhoote ilzaam

喜欢【Justuju Jiski Thi】您也可能喜欢TA们的歌曲……