当前位置: 歌词塔 > Satyamev Jayate专辑 > Ghar Yaad Aata Hai Mujhe歌词

Ghar Yaad Aata Hai Mujhe歌词

歌曲名: Ghar Yaad Aata Hai Mujhe  歌手: Ram Sampath  所属专辑: 《Satyamev Jayate》

介绍:《Ghar Yaad Aata Hai Mujhe》 是 Ram Sampath 演唱的歌曲,该歌曲收录在《Satyamev Jayate》专辑中,如果您觉得好听的话,就把歌词分享给您的朋友共同聆听,一起支持歌手Ram Sampath吧!

Ghar Yaad Aata Hai Mujhe

wo garmiyan ki raat
wo jaade ki baat
wo paani ka matka rasoi ke swaad
sab satata hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
saathi ik saath hai
itni si baat hai
wo ped wo aangan dikhana hai use
kehta hai mann mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
jin dilon mein raha main barson tak
ek hissa un mein mera bhi tha
phir wahin rehna hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
sehme chaukhat pe khade
mera mann ye kahe
pyaar karna seekha tha tumse
pyaar tumse phir paana hai
kitni doge saza ak to de do duaa
intezaar ak hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe

Ghar Yaad Aata Hai MujheLRC歌词

[00:15.00]wo garmiyan ki raat
[00:19.00]wo jaade ki baat
[00:21.00]wo paani ka matka rasoi ke swaad
[00:27.00]sab satata hai mujhe
[00:34.00]ghar yaad aata hai mujhe
[00:50.00]saathi ik saath hai
[00:54.00]itni si baat hai
[00:57.00]wo ped wo aangan dikhana hai use
[01:03.00]kehta hai mann mujhe
[01:11.00]ghar yaad aata hai mujhe
[01:33.00]jin dilon mein raha main barson tak
[01:38.00]ek hissa un mein mera bhi tha
[01:44.00]phir wahin rehna hai mujhe
[01:52.00]ghar yaad aata hai mujhe
[02:09.00]sehme chaukhat pe khade
[02:12.00]mera mann ye kahe
[02:15.00]pyaar karna seekha tha tumse
[02:21.00]pyaar tumse phir paana hai
[02:27.00]kitni doge saza ak to de do duaa
[02:33.00]intezaar ak hai mujhe
[02:40.00]ghar yaad aata hai mujhe

喜欢【Ghar Yaad Aata Hai Mujhe】您也可能喜欢TA们的歌曲……