[00:36.68]Qismat mein meri chain se jeena likh de [00:44.94]Doobe naa kabhi mera safeena likh de [00:59.40]Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye [01:07.15]Ay kaatib-e-taqdeer madeena likh de [01:21.21] [01:35.46]Tajdaar-e-haram [01:42.84]Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam [01:50.01]Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam [01:57.28]Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaenge [02:04.57]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [02:11.88]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [02:19.09]Aap ke dar se khaali agar jaaenge [02:26.38]Tajdaar-e-haram [02:30.11]Tajdaar-e-haram [02:33.84] [02:41.03]Koyi apna nahin gham ke maare hain ham [02:48.20]Koyi apna nahin gham ke maare hain ham [02:55.40]Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham [03:02.83]Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham [03:10.09]Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham [03:17.35]Aap ka naam le le ke mar jaaenge [03:31.85]Tajdar-e haram [03:35.55]Tajdar-e haram [03:40.53] [03:51.02]Kya tumse kahoon ay 'arab ke kunwar [03:53.56]Tum jaante ho man ki batiyaan [03:55.99]Dar furqat-e to ay ummi-laqab [03:58.42]Kaate nah kate hain ab ratiyaan [04:00.96]Tori preet mein sudh-budh sab bisri [04:03.58]Kab tak yih rahegi be-khabari [04:05.84]Gaahe ba-figan duzdeedah nazar [04:08.16]Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan [04:10.38]Aap ke dar se koyi na khaali gaya [04:15.05](Aap ke dar se koyi na khaali gaya) [04:19.90]Aap ke dar se koyi na khaali gaya [04:24.74]Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya [04:29.00](O.. apne daaman ko bhar ke sawaali gaya) [04:34.36]Ho habeeb-e hazeen [04:36.75]Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar [04:40.98]Warna auraaq-e hasti bikhar jaaenge [04:46.23](Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar [04:50.49]Warna auraaq-e hasti bikhar jaaen ge) [04:55.90]Tajdar e haram [04:58.36]Tajdar e haram [05:02.20] [05:10.34]Mai-kasho aao aao madeene chalein [05:20.26](Madeene chalen [05:21.39]Madeene chalen [05:22.67]Madeene chalen) [05:24.65]Mai-kasho aao aao madeene chalein [05:34.68](Madeene chalen [05:35.92]Madeene chalen [05:37.14]Madeene chalen) [05:40.73]Aao madeene chalen [05:43.11]Aao madeene chalen [05:45.46]Isi maheene chalen [05:47.93]Aao madeene chalen [05:50.42](Aao madeene chalen [05:52.69]Aao madeene chalen [05:55.08]Isi maheene chalen [05:57.54]Aao madeene chalen) [05:59.95]Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein [06:04.74](Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein) [06:09.55]Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein [06:14.35](Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein) [06:19.16]Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein [06:23.87](Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein) [06:28.69]Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein [06:33.54](Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein) [06:38.38]Ba-raah-e raast hai raah-e Khuda madeene mein [06:45.44]Aao madeene chalen [06:47.71]Aao madeene chalen [06:50.19]Isi maheene chalen [06:52.71]Aao madeene chalen [06:55.89]Mai-kasho aao aao madeene chalen [07:00.55](Mai-kasho aao aao madeene chalen) [07:05.47]Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen [07:10.42](Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen) [07:15.11]Yaad rakkho agar [07:17.51]Yaad rakkho agar [07:19.92](Yaad rakkho agar [07:22.31]Yaad rakkho agar) [07:24.70]Uṭh gayi ik nazar [07:27.14]Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge [07:31.94](Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar) [07:35.92]Woh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge [07:41.53]Tajdar-e-haram [07:43.97]Tajdar-e-haram [07:46.49] [08:05.42]Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar [08:10.28](Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar) [08:15.11]Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham [08:19.76](Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham) [08:24.77]Aap hi gar na lenge hamaari khabar [08:29.53]Ham museebat ke maare kidhar jaaenge [08:34.32](Aap hi gar na lenge hamaari khabar [08:37.05]Ham museebat ke maare kidhar jaaenge [08:43.98]Taajdar e haram [08:46.38]Taajdar e haram) [08:48.77]Ya Mustafa ya Mujtaba irham lana, irham lana [08:53.57]Dast-e hamah be-chaara ra [08:55.88]Daamaan tu-hi, daamaan tu-hi [08:58.42]Man 'aasi-yam man 'aajiz-am [09:00.80]Man be-kas-am haal-e mara [09:03.18]Pursaan to-ye pursaan to-ye [09:07.96]Ay mushk-bed 'ambar-fishaan [09:10.37]Paik-e naseem-e subh-dam [09:12.81]Ay chaarah-gar 'eesa-nafas [09:15.28]Ay moonis-e beemaar-e gham [09:17.59]Ay qaasid-e farkhundah pah [09:19.94]Tujh ko usi gul ki qasam [09:22.35]In nalti ya reeh as-saba [09:24.77]Yauman ila ard il-haram [09:27.10]Balligh salaami raudatan [09:29.63]Feeh an-nabi yul-mohtaram [09:31.93]Taajdaar-e-haram ho nigaah-e karam [09:36.75](Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam) [09:41.54]Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge [09:46.33]Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan [09:51.17](Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan) [09:55.91]Aap ke dar se khaali agar jaaen ge [10:00.76]Taajdaar-e haram [10:03.19]Taajdaar-e haram [10:05.56]Taajdaar-e haram... [10:12.41]